Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Poetry Of Islam & Humanity

+3
Aliraza
Admin
Raza zaidi
7 posters

Page 2 of 2 Previous  1, 2

Go down

Poetry Of Islam & Humanity - Page 2 Empty Re: Poetry Of Islam & Humanity

Post by zainab Sat May 24, 2008 2:54 am

Ghum ka elaaj is kay siwa aur kuch nahi
khak-e-shifa hai meri dawa aur kuch nahi

ghurbaat ki taiz dhoop say bachnay kay wastay
phartay rahoo hadees-e-kisa aur kuch nahi

maal-e-khdija zarb-e-ALI(AS) sajday-e-HUSSAIN(AS)
islam mai bas is kay siwa aur kuch nahi

agar chahtay ho FATIMA(AS) aayein bahisht say
ghar mai bicha do farsh-e-aza aur kuch nahi

kissi nay kaha kay deen ki tareek poori likh
mai nay fakat HUSSAIN(AS) likha aur kuch nahi.
zainab
zainab
Super Member Member
Super Member Member

Number of posts : 17
Age : 36
Registration date : 2008-03-03

Back to top Go down

Poetry Of Islam & Humanity - Page 2 Empty Re: Poetry Of Islam & Humanity

Post by zainab Sat May 24, 2008 2:56 am

DAR-E- MURTAZA A.S PY JIS KA KABHI SIR JUKA NAHE HY,
WOH KARY HAZARON SAJDY KOE FAEDA NAHE HY,
NA QABOL HO SAKI HY NA QABOL HO SAKY GE,
JO DUA MAIN MAIRY MAULA TAIRA WASTA NAHE HY,
YE HY ZULM KA NATEJA YE HY SABR KA KARISHMA MA,
HYN HAZARO AB BHI ASGHER A.S KOE HURMALA NAHE HY.
zainab
zainab
Super Member Member
Super Member Member

Number of posts : 17
Age : 36
Registration date : 2008-03-03

Back to top Go down

Page 2 of 2 Previous  1, 2

Back to top

- Similar topics

 
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum