Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Is Tabarah Right If right in what ways?

5 posters

Go down

Is Tabarah Right If right in what ways? Empty Is Tabarah Right If right in what ways?

Post by Hassan Sun Mar 23, 2008 4:37 pm

Plz give ur comments on it
Hassan
Hassan
Advanced Member
Advanced Member

Number of posts : 40
Age : 31
Location : Lahore
Registration date : 2008-03-16

Back to top Go down

Is Tabarah Right If right in what ways? Empty Re: Is Tabarah Right If right in what ways?

Post by Admin Sun Mar 23, 2008 8:57 pm

It's absolutely right, but in a right way. not like that you sit on some were place and then say bad word. which is held on Lahore (Tabara Chok) where lalu shah doing the same thing which is not right .
Admin
Admin
Admin
Admin

Number of posts : 333
Age : 38
Location : Karachi, Pakistan
Registration date : 2008-02-29

http://www.masoom-e-asghar.com

Back to top Go down

Is Tabarah Right If right in what ways? Empty Re: Is Tabarah Right If right in what ways?

Post by Ykazmi Mon Mar 24, 2008 3:53 am

i agree with you, admin
Ykazmi
Ykazmi
Best Of Luck
Best Of Luck

Number of posts : 130
Age : 81
Location : Khairpur, Sindh
Registration date : 2008-03-05

Back to top Go down

Is Tabarah Right If right in what ways? Empty Re: Is Tabarah Right If right in what ways?

Post by Ykazmi Mon Mar 24, 2008 3:55 am

Dont call bad to their false GODS, they might say bad to your real GOD.(Quran)
Ykazmi
Ykazmi
Best Of Luck
Best Of Luck

Number of posts : 130
Age : 81
Location : Khairpur, Sindh
Registration date : 2008-03-05

Back to top Go down

Is Tabarah Right If right in what ways? Empty Re: Is Tabarah Right If right in what ways?

Post by Ykazmi Mon Mar 24, 2008 3:59 am

Mera khayal hai tabara iss tarha hona chahiye ke hum aik sehatmad guftagu, mohazib andaz, or Dalaiel ke zariye , haq or batil ko waza karine.
Tabara ALIMANA andaz mey ho , na ke jahilana.
Khusosan tabara katye waqat wehdat-e-islami ke ahemiyat ko mahooz-e-khatir rakha jaye.
Ykazmi
Ykazmi
Best Of Luck
Best Of Luck

Number of posts : 130
Age : 81
Location : Khairpur, Sindh
Registration date : 2008-03-05

Back to top Go down

Is Tabarah Right If right in what ways? Empty Re: Is Tabarah Right If right in what ways?

Post by Asad Rizvi Sat Apr 05, 2008 5:26 am

Hum kay sarshaar ishq-o-tawalla mein thay,
Jaante hi na thay nafrat-o-dushmani...
Yeh tawalla bhi Wallah kya cheez hai,
Humko aghyaar say dushmani aagayi ..
avatar
Asad Rizvi
Super Advanced Member
Super Advanced Member

Number of posts : 52
Age : 33
Location : Karachi
Registration date : 2008-03-02

http://www.netzoneonline.net.ms

Back to top Go down

Is Tabarah Right If right in what ways? Empty Re: Is Tabarah Right If right in what ways?

Post by Asad Rizvi Sat Apr 05, 2008 5:32 am

Hmm.. Dosti aur dushmani kab chupnay walay jazbay hain .. maslehaten apni jagah lekin aur hunein unko nibhana bhi khub aata hai lekin jab Rasool (s.a.w) nay waqt ki tamam tar maslehaton ko bala e taq rakh kar Mankuno Maula ka elaan kiya to hum kis tarha baaz rehsaktay hain ..
avatar
Asad Rizvi
Super Advanced Member
Super Advanced Member

Number of posts : 52
Age : 33
Location : Karachi
Registration date : 2008-03-02

http://www.netzoneonline.net.ms

Back to top Go down

Is Tabarah Right If right in what ways? Empty Re: Is Tabarah Right If right in what ways?

Post by YasirZaidi Sat Apr 05, 2008 5:39 am

Mashallah, Wahi-e-Khuda ko Aap nay Tabara bana diya

Allah Hidayat day
YasirZaidi
YasirZaidi
Advanced Member
Advanced Member

Number of posts : 41
Age : 38
Registration date : 2008-02-29

Back to top Go down

Is Tabarah Right If right in what ways? Empty Re: Is Tabarah Right If right in what ways?

Post by Admin Sat Apr 05, 2008 5:42 am

Right: It's was the message from god! then why you say this Rizvi??
Admin
Admin
Admin
Admin

Number of posts : 333
Age : 38
Location : Karachi, Pakistan
Registration date : 2008-02-29

http://www.masoom-e-asghar.com

Back to top Go down

Is Tabarah Right If right in what ways? Empty Re: Is Tabarah Right If right in what ways?

Post by Ykazmi Sat Apr 05, 2008 5:46 am

merye aziz doost, jiss baat say millat-e-islami mey fasad paida ho, loog aik doosrye ke jaan ke dushman ban jaye wo tabbara nahi.
kia app quran ke wo ayat bhool gae ke" tum unke jhootye khudaon ko bura na kaho, kaheen wo tumharye haqeeqi khuda ko bura kehna shoro kar daine"

humarye logo nay tabbara ka ghalat andaz apnaya, jiss ke badolat unho nay humarye AEIMA (a.s) ke barye mey nazeeba kalmat ada karnye shoro kar deye hain.

mera kehnay ka maqsad ye hai TABARA karine , zaroori karine, ye DEEN
ka ehem rukun hai, magar andaz ALIMANA apnaye, jiss say sunnnye wala app ke baat mey tehqeeq karye , or App ka Qaiel ho jaye.
Na ke wo andaz apnaye, jo BAZ ZAKIREEN nay apnaya howa hai, MEMBER-e-rasool say Mugal-e-zaat kalmat ada kartye hain.
Ykazmi
Ykazmi
Best Of Luck
Best Of Luck

Number of posts : 130
Age : 81
Location : Khairpur, Sindh
Registration date : 2008-03-05

Back to top Go down

Is Tabarah Right If right in what ways? Empty Re: Is Tabarah Right If right in what ways?

Post by Asad Rizvi Sat Apr 05, 2008 5:47 am

Ilaahi Aameen ..
Baqol e shayar .... Tabarra = Dushmani
aur Man kunto Maula na-ehlon kay majmay mein ehl ki ehliyat ka elaan


Wallah aalam.. waisay baat hai saari samajh ki .. yeh hua na tawalla aur tabarra mein farq.. Mere bhai tabarra mujhpe nahi bhejna tha .. aap zyada hi jazbati hogaye shayed ..:p
avatar
Asad Rizvi
Super Advanced Member
Super Advanced Member

Number of posts : 52
Age : 33
Location : Karachi
Registration date : 2008-03-02

http://www.netzoneonline.net.ms

Back to top Go down

Is Tabarah Right If right in what ways? Empty Re: Is Tabarah Right If right in what ways?

Post by Asad Rizvi Sat Apr 05, 2008 5:52 am

Bila shuba aapnay wohi kaha jo hona bhi chahiye lekin shayed aapne yeh nahi dekha kay maine apni pot mein kaha hai kay .. >>maslehaten apni jagah lekin aur hunein unko nibhana bhi khub aata hai <<
Jab maine yeh kaha tha tab mera matlab yehi tha jo ari baaten aap kar rahay hain
Yahan to baat saari conditions ki hai .. Jo uske mutabiq ho zahir kay wohi karna chahiye .... tabhi to tareekh mein baaz mustanad hastiyon ko taqayya krna para ..
avatar
Asad Rizvi
Super Advanced Member
Super Advanced Member

Number of posts : 52
Age : 33
Location : Karachi
Registration date : 2008-03-02

http://www.netzoneonline.net.ms

Back to top Go down

Is Tabarah Right If right in what ways? Empty Re: Is Tabarah Right If right in what ways?

Post by YasirZaidi Sat Apr 05, 2008 5:57 am

Conditions wahaan apply hoti hain jahan forumal sute na kar raha ho mere behan! or jis pot say aap nay kaha wo pot yahaan apply hi nahi hoti because yahaan koi ghar mazhabi mojjd nahi hai..! is liye aap Tabara karo ya Tawala soch samjh kar karna chahiye! hum to jail hain aap loogn say seekh kar road per khare ho jatay hain per yeh tak ilm nahi hota kay jin say suna un ki ilm-e-miraj kitne thi
YasirZaidi
YasirZaidi
Advanced Member
Advanced Member

Number of posts : 41
Age : 38
Registration date : 2008-02-29

Back to top Go down

Is Tabarah Right If right in what ways? Empty Re: Is Tabarah Right If right in what ways?

Post by YasirZaidi Sat Apr 05, 2008 6:02 am

Or waise bhi aap ka to kaam hi jazbaton say khelna hai yeh koi nayi baat nahi. Kabhi Bengan yahaan lurakta hai kabhi wahaan
YasirZaidi
YasirZaidi
Advanced Member
Advanced Member

Number of posts : 41
Age : 38
Registration date : 2008-02-29

Back to top Go down

Is Tabarah Right If right in what ways? Empty Re: Is Tabarah Right If right in what ways?

Post by Asad Rizvi Sat Apr 05, 2008 6:03 am

Bak raha hun junoon mein kya kuch ,
Kuch na samjhay khuda karay koi .....
lagta hai yahan situation kuch aisi hogayi hai .. behrhaal meri taraf say tabarra sirf aapkay liye ..
samjha karen .. hum to situation ko kehrahay thay ..
avatar
Asad Rizvi
Super Advanced Member
Super Advanced Member

Number of posts : 52
Age : 33
Location : Karachi
Registration date : 2008-03-02

http://www.netzoneonline.net.ms

Back to top Go down

Is Tabarah Right If right in what ways? Empty Re: Is Tabarah Right If right in what ways?

Post by Asad Rizvi Sat Apr 05, 2008 6:05 am

Lo jee kar lo gal .. yahan to baar tabarra say shuru ho kar baigan tak pohnch gayi ..
Aa bail mujhay seengein maar ..:p
avatar
Asad Rizvi
Super Advanced Member
Super Advanced Member

Number of posts : 52
Age : 33
Location : Karachi
Registration date : 2008-03-02

http://www.netzoneonline.net.ms

Back to top Go down

Is Tabarah Right If right in what ways? Empty Re: Is Tabarah Right If right in what ways?

Post by Ykazmi Sat Apr 05, 2008 6:12 am

mera khayal hai yahan been bajanye ka koie faieda nahi. kisi ke koch samjh nahi anna. kiyo ke yahan tu ikhtilaf baraye ikhlitaf ke behees ho rahi hai.
Ykazmi
Ykazmi
Best Of Luck
Best Of Luck

Number of posts : 130
Age : 81
Location : Khairpur, Sindh
Registration date : 2008-03-05

Back to top Go down

Is Tabarah Right If right in what ways? Empty Re: Is Tabarah Right If right in what ways?

Post by Admin Sat Apr 05, 2008 6:13 am

Mr Zaidi! stay in your limits ok

It's not your home and remember! Bheens kay agay been bajane say aap ko hi niksan hai

And sorry to say: if you don't want to stay with us then leave
Admin
Admin
Admin
Admin

Number of posts : 333
Age : 38
Location : Karachi, Pakistan
Registration date : 2008-02-29

http://www.masoom-e-asghar.com

Back to top Go down

Is Tabarah Right If right in what ways? Empty Re: Is Tabarah Right If right in what ways?

Post by YasirZaidi Sat Apr 05, 2008 6:17 am

Sorry Admin!
YasirZaidi
YasirZaidi
Advanced Member
Advanced Member

Number of posts : 41
Age : 38
Registration date : 2008-02-29

Back to top Go down

Is Tabarah Right If right in what ways? Empty Re: Is Tabarah Right If right in what ways?

Post by Ykazmi Sat Apr 05, 2008 6:17 am

LAgta hai mahool koch garam ho gaya hai,
behtar hai TABARRA ke bajaye TAWALLA pe baat ke jaye

yahan tu bheens bhi aa gae, or been bajanye walye bhi.
hum gadho ka yahan kia kaam.

I am leaving, you may continue...bheens or bansi(been bajanye wala)
Ykazmi
Ykazmi
Best Of Luck
Best Of Luck

Number of posts : 130
Age : 81
Location : Khairpur, Sindh
Registration date : 2008-03-05

Back to top Go down

Is Tabarah Right If right in what ways? Empty Re: Is Tabarah Right If right in what ways?

Post by Sponsored content


Sponsored content


Back to top Go down

Back to top

- Similar topics

 
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum