Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Rujjat.....................

2 posters

Go down

Do u Belive in Rujjat?

Rujjat..................... Vote_lcap50%Rujjat..................... Vote_rcap 50% 
[ 1 ]
Rujjat..................... Vote_lcap0%Rujjat..................... Vote_rcap 0% 
[ 0 ]
Rujjat..................... Vote_lcap50%Rujjat..................... Vote_rcap 50% 
[ 1 ]
 
Total Votes : 2
 
 

Rujjat..................... Empty Rujjat.....................

Post by Fatima Sat Apr 19, 2008 4:12 am

What is Rujjat? Give ur comments:
Fatima
Fatima
Advanced Member
Advanced Member

Number of posts : 25
Age : 35
Registration date : 2008-03-26

Back to top Go down

Rujjat..................... Empty Re: Rujjat.....................

Post by Admin Sat Apr 19, 2008 4:18 am

What do you mean by Rujjat..?? I think you are asking about the hujjat am i right fatima..??[b]
Admin
Admin
Admin
Admin

Number of posts : 333
Age : 38
Location : Karachi, Pakistan
Registration date : 2008-02-29

http://www.masoom-e-asghar.com

Back to top Go down

Rujjat..................... Empty Re: Rujjat.....................

Post by Fatima Sat Apr 19, 2008 4:30 am

Rujat Istalah main baz khalis pakkey mominon ka aur baz khas pakkey Munafiqoeen, fasiq aur fajiro dushmanan- e- AhlyBayt ka Qayamat say pehley is duniya main laut kar aana hai.
Surah Jin Ayat 23 main hai:"Yahan tak keh jab log dekhen woh cheezen jin ka un say waada kia gaya hai."
Hazrat Imam Jaffer Sadiq(A.S) ne is ayat ki tafseer main famaya "Jab woh log Imam Qaim(A.J) aur Ameeer-Al-Momineen ko zamana Rujjat main dekhen gay to inhe pata chale ga k bahesiat nasir aur madadgar kaun kamzor hai? aur kis ki tadad kam hai? aur yehi baat ek martaba jalal main aa kar Hazrat Ameer-AlMomineen ne kahi k "Ae Ibn-e-Zahak! Agar Rasool Allah ki wasiayt pehley se likhi howi tehreer na hoti to tujhey pata chal jata k hum main se kaun ba hesiat nasir kamzor hai aur kaun tadad main kam hai?"
Sura Nisa ki ayat 159 main hai:"Aur koi shakhs ahl-e-kitab main se aisa nahi rahey ga jo iski maut se pehley Imaan le aye ga aur Qayamat k din gavah hoga"
Tafseer Ali Bin Ibrahim main is ayt ki tafseer: "Jab Hazrat Rasool Allah (SAWW) dunya main dobara Rujjat farmen g to sab k sab log AAP(SAWW) par Imaan le ayen ge."
Fatima
Fatima
Advanced Member
Advanced Member

Number of posts : 25
Age : 35
Registration date : 2008-03-26

Back to top Go down

Rujjat..................... Empty Re: Rujjat.....................

Post by Sponsored content


Sponsored content


Back to top Go down

Back to top


 
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum